musicas.mus.br

Letras de músicas - letra de música - letra da música - letras e cifras - letras traduzidas - letra traduzida - lyrics - paroles - lyric - canciones - YEH MERA PAKISTAN - JAL - música e letra

Utilize o abecedário abaixo para abrir as páginas de letras dos artistas

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Yeh Mera Pakistan letra


(yuun hi hasate gaate rahein
yuun hi geet sunaate rahein
baaji har ek lagaate rahein
khushiyaan hum nibhaate rahein)
par khelna tum iss ajam se
le jaayenge baaji kasam se
tumhi jitoge yeh maidaan, choo loge tum aasmaan
jazba rakhana hai rawaan, aage badhana hai jawaan
yeh tera pakistan, yeh mera pakistan

(jaau jis des bhi main kabhi, yaad aaye hai mujhko teri
kuchh aisi hai shaan teri, jo dekhi kabhi na kahin)
toh maan lo tu rehna yahin hain
apano se bichhdana nahin hai
tumhi jitoge yeh maidaan, choo loge tum aasmaan
jazba rakhana hai rawaan, aage badhana hai jawaan
yeh tera pakistan, yeh mera pakistan

gar aaye mushkil kabhi bhi, duwaan karein milke sabhi
jo deta hai jeet tumhe, karna usika aitbaar
girke uthana hai mere yaar
nanna nanna na na na..........
yeh tera pakistan, yeh mera pakistan

Jal - Letras

top 30 músicas

©2003 - 2024 - musicas.mus.br